Sanju samson

Sanju samson

Share

Health/Beauty

03/08/2026

Sawan mas mein subah snan kijiye phir dhyan kijiye fir aarti dhup deep kijiye Es-se Bhagban Bholenath Ati Prasanna ho jate Hain Pure ek mahine tak sawan Bhagban Bholenath ko Samarpit kiya jata hai Om namah shivay πŸŒΉπŸ’πŸŽ‰πŸ’–πŸŒΉ

03/08/2026

Ye pura Sawan mas Baba Bhole Sankar nath ka hai pure sawan mein esbar panch sombar par raha hai ese purn masi sawan bhi kaha ja sakta hai Eswar ki sari subidha jise miltaa hai wahi abhi es Prithvi per ek prakar ke bhagban sarup hai aao hum sub milkar Bhagwan Bhole Sankar nath ki Aradhna ko pura karne ki kripa kare Om namah shivay πŸŒΉπŸ’πŸŽ‰πŸ’–πŸŒΉ

03/08/2026

Esbar ka sawan kisi chamatkar se kam nahi jis sawan mas mein panch sombar aa dhamakta hai wo purn masi sawan kahlata hai Jay Shiv Sambho Har Har Mahadev parbati patiye namo namah πŸŒΉπŸ’πŸŽ‰πŸ’–πŸŒΉ

03/08/2026

Ye pure Mahina Sawan mas Baba Bhole Sankar nath ka hai pure sawan mein her sombar ko anokha din mana jata hai pure sawan mein esbar panch sombar par raha hai esbar sombar ki pratha atyadhik Sakti sali hai Om namah Shivay πŸŒΉπŸ’πŸŽ‰πŸ’–πŸŒΉ

03/08/2026

Ek Anubhav aadmi ko dhokhe mein rakh na kyoki wo aadmi espar pura bharosa karta hai lekin soch samajh kar hi bharosa karta hai phir jo hua wo duniya ka koi Ajuba bhi aake keh de ye man ne bale hai hi nahi man na man main tera mehman bali bath aa gayi hai dekh te Hain dosto kya abhi aur hona baki hai πŸŒΉπŸ’πŸŽ‰πŸ’–πŸŒΉ

30/06/2026

Ram Naam ka loot hai loot sake so loot Antim samay pachtayega jab Sarir se jayega Pran chuut Apne apne karm ka hisaab yahin Prithvi lok par dena hoga 🌹

30/06/2026

Kolkata ke Belur math mein charo dharm ke pratik laga hua hai ye bhai chare ka pratik hai fir bhi hamlog nafrat mein jite hai 🌹

30/06/2026

Jo Hindustan ka sabhyata aur sanskriti hai use banakar sajakar rakhne ki jarurat hai 🌹

30/06/2026

Des ko dimak ki tarah chatne balon ka jordar birodh honi chahiye dusra mauka bhi nahi dena chahiye 🌹

Category

Address


Navi Mumbai Maharashtra India
Navi Mumbai
400064